Powered By Blogger

Wednesday, May 12, 2010

Nirvana


Nirvana

Jindagii do chaar din ki ek shamma hai
na jaane kab talak, ham tum yahaan hai
Tab-bhi har lamha gam, ruswaayiyaan hai
zehno dil har kadam , khud pe tabaah hai

Chalo ab aaya-teen likhateen hai dil ki
chalo ab baant-ate hai mahobatoon ki eedi.
Chalo har ek insaa-n ham kadam hai
chalo dil me nahi jaz-baaye ham hai

ab na main ho na woo tanhaayiyaan hai
bache hai ham or ham me yee jahaan hai

Shayar
Vivasvat